Nabi ki takhleeq noor se hone par ahadees se kuch dalaail pesh kiye jate hain. Is mazmoon me is qism ki riwayaton par tehqeeq pesh ki ja rahi hai.
Agar pani na mile to wuzu ya ghusl ki niyat karke khas tariqe se pak mitti ke sah chehre aur dono hathon ka masah karna hi taharat ke liye kaafi hai. Isi ko tayammum kehte hain. Is post me Tayammum Ka Tarika janenge.
Is mazmoon me Qurbani Ke Aham Masaail Kitabo sunnat ki raushni me bayan kiye gaye hain
Baaz log Najd-e-Iraq ke bare me marwi saheeh ahadees ki murad me fareb se kaam lete hue unhe Najd-e-Hijaz (Saudi Arab) par fit karne ki koshish karte hain.
Eid Milad un Nabi ﷺ ka wujood Nabi e Kareem ﷺ, Khulfa e Rashideen, Sahaba e Kiram, Tabi’een, Tabe Tabi’een, Charon Imam, aur Salaf e Saliheen ke zamane me kahin nahin milta hai, balke ye bad ki ijad hai.